Ek shks ne apni betio ko qatal kar dia Fundamentals Explained

76.         (Muhammad Rasool Allah par) iman laane walon se milte hain to kehte hain ke hum bhi unhein maante hain, aur jab aapas mein ek dusre se takhliye (personal) ki baat chit hoti hai to kehte hain ke bewaqoof ho gaye ho?

Sahaba​​ (R.A)​​ ne kaha: kya is waqt humare hosh o hawaas qayam hongey? farmaya: “is din logon ki​​ Aqlein cheen li jayengi aur wo samjhienge​​ ke hum kis cheez (haq) per hain halankein​​ aisa nahi​​ hoga.”

Genius is the last word supply of music understanding, made by scholars such as you who share info and Perception regarding the tracks and artists they appreciate.

124.       Yaad karo ke jab Ibrahim ko uske Rubb ne chandh baaton mein aazmaya aur woh un sab mein poora utar gaya, to usne kaha : “primary tujhey sab logon ka peshwa banane wala hoon” Ibrahim ne arz kiya: “ aur kya meri aulad se bhi yahi waada hai?” usne jawab diya: “mera waada zalimon se mutaaliq nahin hai.”

five.            Aise log apne Rubb ki taraf se raah e raast par hain aur wahi falaah paaney wale hain.

62.         Yaqeen jaano ke Nabi e arabi ko maanne wale hon ya yahudi, Isayi hon ya Sabyi, jo bhi Allah aur roz e aakhir par iman layega aur neik amal karega, uska ajar uske Rubb ke paas hai aur uske liye kisi khauf aur ranjh ka mauqa nahin hai.

234.       Tum mein se jo log marr jayein, unke pichey agar unki biwiyan zinda hon, to woh apne aap ko char mahine dus din roake rakkhein, phir jab unki iddat poori ho jaaye, to unhein ikhtiyar hai, apni zaat ke maamle mein maroof tareeqe se jo chahein karein tumpar iski koi zimmedaari nahin. Allah tum sab ke aamaal se bakhabar hai.

75.         Aey Musalmano! Ab kya in logon se tum yeh tawaqqu rakhte ho ke yeh tumhari dawat par iman le ayenge? Halaanke inmein se ek giroh ka shewa yeh raha hai ke Allah ka kalaam suna aur phir khoob samajh boojh kar Danista (knowingly) is mein tehreef ki.

Allah ki nafarmani se bacho aur khoob jaan rakkho ke ek roz uske huzoor mein tumhari peshi hone wali hai.

seventy one.         Moosa ne jawab diya: Allah kehta hai ke woh aisi gai hai jis se khidmat nahin li jati, na zameen joth-ti hai na pani kheenchti hai, saheeh saalim aur be daag hai, ispar woh pukaar utthey ke haan, ab tumne theek pata bataya hai,phir unhon ne usey zibah kiya, warna woh aisa karte maloom na hote thay.

Analytical cookies are utilized to understand how site visitors connect with the website. These cookies help deliver information on metrics the quantity of readers, bounce price, visitors supply, and so forth. Advertisement ad

153.       Aey logon jo iman laye ho sabr aur namaz se madad lo, Allah sabr karne walon ke saath hai.

Jo kuch bandon ke saamne hai usey bhi woh jaanta hai aur jo kuch unse ojhal hai us se bhi woh waqif hai, aur uski maloomaat mein se koi cheez unki giraft e idraak mein nahin aa sakti illa yeh ke kisi cheez ka ilm woh khud hi unko dena chahe, uski hukumat asmaano aur zameen par chayi hui hai aur unki nigehbani uske liye koi thaka dene wala kaam nahin hai, bas wahi ek buzurg o bartar zaat hai.

209.       Jo saaf saaf hidayaat tumhare paas aa chuki hain agar unko paa lene ke baad phir here tumne lagzish khayi (stumble), to khoob jaan rakkho ke Allah sab par gaalib aur hakeem o dana hai.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *